Aisa Lagta Hai Sonu Nigam, Alka Yagnik Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Aisa Lagta Hai Song Lyrics
O aisa lagta hai jo na hua hone ko hai
Aisa lagta hai ab dil mera khone ko hai
Varna dil kyun dhadakta
Saansein kyun rukti
Neende meri kyun udd jaati
Aisa lagta hai jo na hua hone ko hai
Aisa lagta hai ab dil mera khone ko hai
Varna dil kyun dhadakta
Saansein kyun rukti
Neende meri kyun udd jaati
Ho aisa lagta hai jo na hua hone ko hai
Koyi chehra nigaahon pe chhaane laga
Koyi ab roz khwaabon mein aane laga
Aayi rutt jo nayi jaaein armaan kayi
Mausam koyi ghazal jaise gaane laga
Ho aisa lagta hai jaise nasha hone ko hai
Ho aisa lagta hai hosh mera khone ko hai
Varna dil kyun dhadakta
Saansein kyun rukti
Neende meri kyun udd jaati
Ho aisa lagta hai jo na hua hone ko hai
Mahaki-mahaki fizaa ne lee angadaeeyaan
Neeli-neeli hai baadal kee parachhaaiyaan
Thandi-thandi hawa laai raag nayaa
Goonji goonji si hai jaise shehnaiya
Ho aisa lagta hai koyi mera hone ko hai
Aisa lagta hai har faasla khone ko hai
Varna dil kyun dhadakta
Saansein kyun rukti
Neende meri kyun udd jaati
Ho aisa lagta hai koyi mera hone ko hai
Aisa lagata hai ab dil mera khone ko hai
Varna dil kyun dhadakta
Saansein kyun rukti
Neende meri kyun ud jaati
You May Also Like
» Taal Pe Jab [Sonu Nigam, Alka Yagnik] » Panchhi Nadiyan Pawan Ke Jhonke With Dialogue [Sonu Nigam, Alka Yagnik, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor] » Panchhi Nadiyan Pawan Ke Jhonke [Sonu Nigam, Alka Yagnik] » Mere Humsafar [Alka Yagnik, Sonu Nigam] » Jise Tu Na Mila [Sukhwinder Singh, Shankar Mahadevan] » Raat Ki Hatheli Par With Dialogue [Udit Narayan] » Raat Ki Hatheli Par [Udit Narayan]FAQs for Aisa Lagta Hai
Who is singer of Aisa Lagta Hai song ?
Singer of Sonu Nigam, Alka Yagnik.
Who is writer of Aisa Lagta Hai song ?
Javed Akhtar wrote this Song.
Who is the music director of Aisa Lagta Hai song ?
Aisa Lagta Hai is Tuned by Anu Malik.
Which label release Aisa Lagta Hai song ?
Aisa Lagta Hai is released under the label of Saregama Music.
Whats the playtime (duration) of Aisa Lagta Hai song ?
Playtime of song Aisa Lagta Hai is 07:31 minute.
How can I download Aisa Lagta Hai song ?
You can download Aisa Lagta Hai song via click above download links.