Aaya Aaya Pyaar Ka Zamana Asha Bhosle, Mohammad Aziz Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Aaya Aaya Pyaar Ka Zamana Song Lyrics
Aaya aaya pyaar ka zamana
Meri jaan saup de khazana
Aaya aaya pyaar ka zamana
Meri jaan saup de khazana
Aaya aaya pyaar ka zamana
Meri jaan loot le khazana
Raat hain nashili sej bhi saji hain
Aaj bante bante baat ban gayi hain
Dil machal raha hain aa gale lagale
Pyaar mein jo dekha khwab ye wahi hain
Chori chori nain se pilana
Ye to tere jaam hain udana
Aaya aaya pyaar ka zamana
Meri jaan loot le khazana
Tu zara sambhal ke chhed mere sajna
Hath kat na jaye kanch ka hain kangana
Chhedu kaise gori rasta bata de
Tu hain geet mera tu hain meri vina
Tar na tute pyaar se bajana
Ye bhi soch raag hain suhana
Are, aaya aaya pyaar ka zamana
Meri jaan saup de khazana
Nain khoye khoye khil gayi jawani
Subah kah rahi hain raat ki kahani
Baal uljhe uljhe honth gile gile
Meri jaan ye hain teri meharbani
Gali gali shor na machana
Kahe piya pyaar ko chhupana
Aaya aaya pyaar ka zamana
Meri jaan saup de khazana
Aaya aaya pyaar ka zamana
Meri jaan loot le khazana
Meri jaan saup de khazana
Meri jaan loot le khazana
Meri jaan saup de khazana.
You May Also Like
» Chug Gai Chidiya Jo Khet [Asha Bhosle] » Aaya Aaya Pyaar Ka Zamana [Asha Bhosle, Mohammed Aziz] » Mujhe Pyaar Ho Chala [Asha Bhosle] » Tujhse Pehle 2 [Kishore Kumar] » Super Fast Love [Kishore Kumar, Anuradha Paudwal] » Tujhse Pehle 1 [Kishore Kumar] » Chug Gai Chidiya Jo Khet [Asha Bhosle] » Chug Gai Chidiya Jo Khet [Asha Bhosle]FAQs for Aaya Aaya Pyaar Ka Zamana
Who is singer of Aaya Aaya Pyaar Ka Zamana song ?
Singer of Asha Bhosle, Mohammad Aziz.
Who is writer of Aaya Aaya Pyaar Ka Zamana song ?
Farukh Kaiser wrote this Song.
Who is the music director of Aaya Aaya Pyaar Ka Zamana song ?
Aaya Aaya Pyaar Ka Zamana is Tuned by Rajesh Roshan.
Which label release Aaya Aaya Pyaar Ka Zamana song ?
Aaya Aaya Pyaar Ka Zamana is released under the label of T-Series.
Whats the playtime (duration) of Aaya Aaya Pyaar Ka Zamana song ?
Playtime of song Aaya Aaya Pyaar Ka Zamana is 04:44 minute.
How can I download Aaya Aaya Pyaar Ka Zamana song ?
You can download Aaya Aaya Pyaar Ka Zamana song via click above download links.