Aati Kya Khandala Aamir Khan, Alka Yagnik Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Aati Kya Khandala Song Lyrics
Aey, kya bolti tu
Aey, kya mein bolun
Sun, suna,
Aati kya khandala
Kya,karoon, aake mein khandala,
Arey ghoomenge phirenge
Nachenge gaaenge
Aish karenge aur kya
Aey, kya bolti tu
Aey, kya mein bolun
Sun, suna,
Aati kya khandala
Kya,karoon, aake mein khandala,
Arey ghoomenge phirenge
Nachenge gaaenge
Aish karenge aur kya
Aey, kya bolti tu
Aey, kya mein bolun
Barsaat ka season hai
Khandala jaake kya karna
Barsaat ke season mein hi
To mazaa hai meri maina
Bheegungi mein sardi
Khaansi ho jayegi mujhko
Chhata leke jayenge
Paagal samjhi kya mujhko
Kya karoon samajh mein aaye na
Kya kahoon tujhse mein jaanu na
Arey itna tu kyun soche
Mein aage tu peeche
Bas ab nikalte hain, aur kya
Aey, kya bolti tu
Aey, kya mein bolun
Lonavle mein chikki khaenge
Waterfall pe jayenge
Khandala ke ghat ke ooper
Photu kheechke aaenge
Haan bhi karta naa bhi karta
Dil mera deewana
Dil bhi sala party badle
Kaisa hai jamana
Phone laga tu apne dil ko jara
Pooch le aakhir hai kya majra
Arey pal mein phisalta hai
Pal mein sambhalta hai
Confuse karta hai, bas kya
Aey, kya bolti tu
Aey, kya mein bolun
Sun, suna,
Aati kya khandala
Kya,karoon, aake mein khandala,
Arey ghoomenge phirenge
Nachenge gaaenge
Aish karenge aur kya
Aey, kya bolti tu, Aey, kya mein bolun
You May Also Like
» Tujhko Kya [Udit Narayan, Surjeet, Jojo] » Aati Kya Khandala [Aamir Khan, Alka Yagnik] » Jadoo Hai Tera [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Saath Jo Tera Mil Gaya [Udit Narayan, Alka Yagnik] » Aankhon Se Tune Kya Keh Diya [Kumar Sanu, Alka Yagnik] » Ab Naam Mohabbat [Udit Narayan, Alka Yagnik]FAQs for Aati Kya Khandala
Who is singer of Aati Kya Khandala song ?
Singer of Aamir Khan, Alka Yagnik.
Who is writer of Aati Kya Khandala song ?
Nitin Raikwar wrote this Song.
Who is the music director of Aati Kya Khandala song ?
Aati Kya Khandala is Tuned by Jatin, Lalit.
Which label release Aati Kya Khandala song ?
Aati Kya Khandala is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Aati Kya Khandala song ?
Playtime of song Aati Kya Khandala is 04:34 minute.
How can I download Aati Kya Khandala song ?
You can download Aati Kya Khandala song via click above download links.