Aankhon Mein Neendein Na Dil Alka Yagnik, Kumar Sanu Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Aankhon Mein Neendein Na Dil Song Lyrics
Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Kabhi bekhudi to kabhi intezaar
Kabhi bekhudi to kabhi intezaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Dard uthe pyaas jage, yaad sataaye
Koi sadaa shaam-o-saher paas bulaaye
Dard uthe pyaas jage yaad sataaye
Koi sadaa shaam-o-saher paas bulaaye
Raat dhale dhoop khile aaye saveraa
Chaahaton ke aashiyaan mein dil ka baseraa
Beqaraari hai jaane kyon sanam
Aankh hai khuli neend mein hain hum
Har ghadi hai dil pe kaisa yeh khumaar
Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Main to tujhe ek bhi pal bhool na paaoon
Jaan-e-wafa paas tere daud ke aaoon
Main to tujhe ek bhi pal bhool na paaoon
Jaan-e-wafa paas tere daud ke aaoon
Tu jo kahe rasmein sabhi tod doon sanam
Tere liye dono jahaan chhod doon sanam
Raat na kate na kate yeh din
Kaise kategi umra tere bin
Pyar zindagi mein hota hai ek baar
Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Kabhi bekhudi to kabhi intezaar
Kabhi bekhudi to kabhi intezaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
You May Also Like
» Ishq Mein Mere Rabba [Alka Yagnik, Kumar Sanu] » Raqs Mein Hai Saara Jahan [Arun Ingle] » Kal Tak Jo Maine Na [Sadhana Sargam, Kumar Sanu] » Sanam Ka Naam Aaye [Sadhana Sargam] » Kasam Se Kasam Se Khakhe Kehdo [Kavita Krishnamurthy, Abhijeet Bhattcharya] » Khuda Kare Ke Mohabbat Mein [Pankaj Udhas] » Maine Kal Ek Sapna Dekha [Vinod Rathod] » Dhak Dhak Dil Ghabraye Sajna [Kavita Krishnamurthy]FAQs for Aankhon Mein Neendein Na Dil
Who is singer of Aankhon Mein Neendein Na Dil song ?
Singer of Alka Yagnik, Kumar Sanu.
Who is writer of Aankhon Mein Neendein Na Dil song ?
Sameer wrote this Song.
Who is the music director of Aankhon Mein Neendein Na Dil song ?
Aankhon Mein Neendein Na Dil is Tuned by Anand, Milind.
Which label release Aankhon Mein Neendein Na Dil song ?
Aankhon Mein Neendein Na Dil is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Aankhon Mein Neendein Na Dil song ?
Playtime of song Aankhon Mein Neendein Na Dil is 05:31 minute.
How can I download Aankhon Mein Neendein Na Dil song ?
You can download Aankhon Mein Neendein Na Dil song via click above download links.