Aa Jaana Tere Bin Suresh Wadkar, Sadhana Sargam Mp3 Song Download
Get This Song
Play Online
Share This Song
Aa Jaana Tere Bin Song Lyrics
Lyrics: - Aa Jaana Tere Bin
Aa jaana tere bin lage nahi dil mera deewana
Aa jaana tere bin lage nahi dil mera deewana
Kaise main zinda hoon koi nahi jane
Yun jeene se accha hai mar jana
Jaan-e-jaa meri majburiyon ko tune nahi jana
Jaan-e-jaa meri majburiyon ko tune nahi jana
Rasta hai na manzil jeena hua mushkil
Ab hoga kaise apna mil pana
Aa dekh saathi mere kya mera haal hai
Tere bina toh mera jeena muhal hai
Aa dekh saathi mere kya mera haal hai
Tere bina toh mera jeena muhal hai
Ghadiya milan ki chahat ki baate
Mujhko rulaye woh mulakate
Na khabar teri na pata tera
Main kaha se tujhe dhoond ke lau
Paas mere na koi nishan
Jaan-e-jaa meri majburiyon ko tune nahi jana
Jaan-e-jaa meri majburiyon ko tune nahi jana
Rasta hai na manzil jeena hua mushkil
Ab hoga kaise apna mil pana
Bas na chale koi bhi main majboor hoon
Tu saamne hai fir bhi tujhse main door hoon
Bas na chale koi bhi main majboor hoon
Tu saamne hai fir bhi tujhse main door hoon
Kab tak wafa mein aansu peeyenge
Aaise bhala hum kaise jiyenge
Main juda hoke jee nahi sakta
Dard kya hai tujhe na bata pau
Bejuban hai meri dastan
Aa jaana tere bin lage nahi dil mera deewana
Aa jaana tere bin lage nahi dil mera deewana
Kaise main zinda hoon koi nahi jane
Yun jeene se accha hai mar jana
You May Also Like
» Deewana Dil Beqarar Tha [Abhijeet, Kavita Krishnamurthy] » Theme Song Mukhda [Suresh Wadkar, Sadhana Sargam] » Tu Tu Tu Tara [Kumar Sanu, Poornima] » Main Hoon Gaon Ki Gori [Kumar Sanu, Poornima] » Bol Radha Bol [Suresh Wadkar, Sadhana Sargam] » Hawa Sard Hai [Abhijeet, Kavita Krishnamurthy] » Bol Radha Bol [Suresh Wadkar, Sadhana Sargam]FAQs for Aa Jaana Tere Bin
Who is singer of Aa Jaana Tere Bin song ?
Singer of Suresh Wadkar, Sadhana Sargam.
Who is writer of Aa Jaana Tere Bin song ?
Sameer wrote this Song.
Who is the music director of Aa Jaana Tere Bin song ?
Aa Jaana Tere Bin is Tuned by Anand, Milind.
Which label release Aa Jaana Tere Bin song ?
Aa Jaana Tere Bin is released under the label of Tips Music.
Whats the playtime (duration) of Aa Jaana Tere Bin song ?
Playtime of song Aa Jaana Tere Bin is 06:11 minute.
How can I download Aa Jaana Tere Bin song ?
You can download Aa Jaana Tere Bin song via click above download links.